mera motu bhanjaVivek SidarSep 1, 20231 min readRated NaN out of 5 stars.manju ka bcha h.. 9.5kg h 😄 .. bethe rhta h or body weight ki wajah se naa gir jata h.. sbhi k pass aa jata h . rota ni h .. abhi kadha hona ni sikh paya h
babyaayi hai kyaa apera m... mai aaya hu school k sir log aae hai to sath m unke.... kuch maja ni aa rhaa.. boring lg rhaa...miss you 💋
Comments